Awais Poetry
 

Showing posts with label Ali Akhter. Show all posts
Showing posts with label Ali Akhter. Show all posts

Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam ( Golden Jubilee of Defence Day )


My Song on Golden Jubilee of Defence Day.



Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam
Ghaziyon ko, Baasiyon ko, Haq Sha'aaron ko Salam
Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam
Arz-e-Pakistan Ki Rutba hai Teri Khaak ka
Tu ne Zor har Tor Daala Dhshman-e-Na Paak ka
Aye Madina Saani Tere Pehre Daaron ko Saam
Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam
Nigehba'n Teri Fizaaon ke Yeh Tere Shehparaa'n
Tere Saahil ke Muhafiz Yeh Tere Bahri Jawaa'n
Teri Barri Fauj ke Roshan Sitaron ko Salam
Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam
Tujh se Wabista hain Sab Tere liye Mere Watan
Ilm ke Taalib hon ya Ahl-e-Qalam ke Ahl-e-Fan
Tujh se jo Mansoob hain Un Sheh Sipaaron ko Salam
Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam
Ghaziyon ko, Baasiyon ko, Haq Sha'aaron ko Salam
Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam


Poet               : Absar Ahmed
Singer           : Ali Akhter Allah Ditta
Music           : Ali Akhter Allah Ditta
Producer      : Syed Fawad Hussain
Released      : 4th Sept 2015 ( Golden Jubilee of Defence Day of Pakistan )
Pakistan Television Karachi Center.
with ISPR




Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam Written by Absar Ahmed , Singer : Ali Akhter - MP3 Freedownload-Click Here


Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam ( written by Absar Ahmed, Singer: Ali Akhter Allah Ditta ) MP3 Free Download-Click Here