Awais Poetry
 

Showing posts with label Mona Sisters. Show all posts
Showing posts with label Mona Sisters. Show all posts

Azadi Ke Geet Gaayen-Patriotic Songs Medley by Sohail Rana



Song-1

Allah Aisi Rim Jhim Aaye
Allah Aisi Rim Jhim Aaye
Noor se Sara Des Nahaye
Noor se Sara Des Nahaye
Ghar Ghar ho Roshan
Mehke Har Aangan
Ghar Ghar ho Roshan
Mehke Har Aangan
Jag Mag Jag Mag Chamkay Damkay
Jag Mag Jag Mag Chamkay Damkay
Mera Pakistan………..Mera Pakistan
Allah Mera Pakistan
Allah Aisi Rim Jhim Aaye
Allah Aisi Rim Jhim Aaye
Allah Megha Bhej
Noor ke Badra Bhej
Allah Megha Bhej
Noor ke Badra Bhej
Allah Megha Bhej
Noor ke Badra Bhej
Aisi Rehmat Aisi Barkha
Aisi Baraan Bhej
Tera Shukr Karay Har Aan
Yeh Sara Pakistan
Allah Mera Pakistan
Allah Aisi Rim Jhim Aaye
Allah Aisi Rim Jhim Aaye
Noor se Sara Des Nahaye
Noor se Sara Des Nahaye
Ghar Ghar ho Roshan
Mehke Har Aangan
Ghar Ghar ho Roshan
Mehke Har Aangan
Jag Mag Jag Mag Chamkay Damkay
Jag Mag Jag Mag Chamkay Damkay
Mera Pakistan………..Mera Pakistan
Allah Mera Pakistan

Song 2

Diye Jalaayen
Khushiyaan Manaayen
Diye Jalaayen
Khushiyaan Manaayen
Azadi ke Aao Geet Hum Gaayen
Azadi ke Aao Geet Hum Gaayen

Song3

Aik Sapna
Sapna Dekha
Aik Sapna
Sapna Dekha
Mil ke Ghar
Mil ke Ghar Banaya
Ghar Banaya
Banaya Sab ke Liye
Banaya Sab ke Liye
Aik Sapna
Sapna Dekha
Sach Bun Jaaye Sapna
Man Khil Jaaye Apna
Sach Bun Jaaye Sapna
Man Khil Jaaye Apna
Hum Is Ghar me Rahen
Pyar se Isay Sajaayen
Aik Jan ho Hum
Apna Diya Jalaaye Rakhen
Ghar ko Roshan Rakhen
Khudaya  Aye Khudaya
Khudaya  Sab ke Liye
Aik Sapna
Sapna Dekha
Aik Sapna
Sapna Dekha

Song4

Oonchay Oonchay Chanaar Wala
Oonchay Oonchay Chanaar Wala
Neeli Neeli Jheelon Wala
Neeli Neeli Jheelon Wala
Chanda aur Taaron se Pyara
Mera Des hai Mera Mahiya
Chanda aur Taaron se Pyara
Mera Des hai Mera Mahiya
Oonchay Oonchay Chanaar Wala
Oonchay Oonchay Chanaar Wala
Neeli Neeli Jheelon Wala
Neeli Neeli Jheelon Wala
Chanda aur Taaron se Pyara
Mera Des hai Mera Mahiya
Chanda aur Taaron se Pyara
Mera Des hai Mera Mahiya

Song 5

Saat Rangon ki Rail
Rang Baranga Mail
Safaid Hara aur Kala Laal
Peela Ooda aur Neela
Chalti Jaaye Rail
Saat rangon ki Rail
Chik Chik Chik Chik
Chik Chik Chik Chik
In Rangeen Suroon se
Ik Tasveer Banaayen
In Rangeen Suroon se
Ik Tasveer Banaayen
Rail aur Sab ko Le kar
Jhanda Banaayen Aao
Rail aur Sab ko Le kar
Jhanda Banaayen Aao
Apne Pakistan ka
Apne Pakistan ka
Ga Ma Pa ko Phool Banaayen
Phoolon se Phir Bagh Sajaayen
Ga Ma Pa ke Phool Banaayen
Phoolon se Phir Bagh Sajaayen
Ga se Kaali Koyel
Ni se Neel Gagan
Ga se Kali Koel
Ni se Neel Gagan
Chalti Jaaye Rail
Saat Rangon ki Rail
Kash Hamari Gaari
Kaheen Na Ruknay Paaye
Kash Hamari Gaari
Kaheen Na Ruknay Paaye
Agay Agay Barhti Jaaye
Sab ko Sair Karati Jaaye
Aagay Agay Barhti Jaaye
Sab ko Sair Karati Jaaye
Pooray Pakistan ki
Pooray Pakistan ki
Jo bhi Hamari Rail mai Bethay
Rang Barangi Duniya Dekhe
Jo bhi Hamari Rail mai Bethay
Rang Barangi Duniya Dekhe
Har Dum Yaad Rakhen
Yeh Rangeen Milan
Chalti Jaaye Rail
Saat Rangon ki Rail

Song 6

Meri Aan bhi Tu
Meri Jan bhi Tu
Meri Aan bhi Tu
Meri Jan bhi Tu
Mera Maan bhi Tu
Imaan bhi Tu
Mera Maan bhi Tu
Imaan bhi Tu
Aur Mera Dilbar Jan bhi Tu
Aur Mera Dilbar Jan bhi Tu
Mera Pyara Pakistan bhi Tu
Mera Pyara Pakistan bhi Tu

Song 7

Hathon mai Rahen Yeh Hath
Chhotay na Kaheen Yeh Sath
Hathon mai Rahen Yeh Hath
Chhotay na Kaheen Yeh Sath
Hum Taaron se Agay Jaayen
Hum Rustay Naye Banaayen
Hum Taaron se Agay Jaayen
Hum Rustay Naye Banayen
Hum Rustay Naye Banayen
Hawaayen Hum ne Rokeen
Chand Pe Hum Ho Aaye
Hawaayen Hum ne Rokeen
Chand Pe Hum Ho Aaye
Samundaron ki Daulat
Hum Khushki Par Le Aaye
Samundaron ki Daulat
Hum Khushki Par Le Aaye
Hum Chahen to Qadam Mila ke
Youn hi Barhtay Jaayen
Hum Rustay Naye Banayen
Hathon mai Rahen Yeh Hath
Chhootay Na Kaheen Yeh Sath
Hathon mai Rahen Yeh Hath
Chhotay na Kaheen Yeh Sath
Hum Taaron se Agay Jaayen
Hum Rustay Naye Banaayen
Hum Taaron se Agay Jaayen
Hum Rustay Naye Banayen
Hum Rustay Naye Banayen
Hathon mai Rahen Yeh Hath
Chhootay Na Kaheen Yeh Sath

Song 8

Aao Sung Sung Chalen
Dhoonden Raastay
Aao Sung Sung Chalen
Dhoonden Raastay
Jahan Sath Milen Pyare
Jahan Sath Milen Pyare
Aao Sung Sung Chalen
Dhoonden Raastay
Aao Sung Sung Chalen
Dhoonden Raastay
Dhoondaen Raastay
Dhoondaen Raastay

Song 9

Teri Wadi Wadi Ghoomon
Tera Kona Kona Jhoomon
Teri Wadi Wadi Ghoomon
Tera Kona Kona Jhoomon
Tu Mera Dilbar Jan
Tu Mera Dilbar Jan
Tu Mera Pakistan
Tu Mera Dilbar Jan
Tu Mera Pakistan
Tu Mera Dilbar Jan
Tu Sada Rahay Salamat
Tu Sada Rahay Khush Haal
Tu Sada Rahay Salamat
Tu Sada Rahay Khush Haal
Tu Purkhon ki Amanat
Aur Mai hoon Teri Dhaal
Tu Purkhon ki Amanat
Aur Mai hoon Teri Dhaal
Hai Allah ka Ahsaan
Tu Mera Dilbar Jan
Tu Mera Pakistan
Tu Mera Dilbar Jan
Tu Mera  Pakistan
Tu Mera Dilbarjan

Song  10

Panchhi
Hamen bhi Sath Leta Ja
Panchhi
Hamen bhi Sath Leta Ja
Aisi  Jaga Hamen bhi Bata Zara
Phool hon Jahan
Kalyan hon Jahan
Phool hon Jahan
Kalyan hon Jahan
Sona ho Jahan
Dharti aur Gagan pe
Panchhi  ho..ho Panchhi
Panchhi
Hamen bhi Sath Leta Ja
Panchhi

Hamen bhi Sath Leta Ja



Singers        : Mona Sisters,Durayya,Anwer Ibrahim,Uroosa,                                Samreen, Rakhshanda & Chorus
Lyrics
   &              : Sohail Rana
Composed