ھم دشت کے باسی ھیں اے شہر کے لوگو
یہ روح پیاسی ہمیں ورثے میں ملی ہے
دکھ درد سے صدیوں کا تعلق ہے ہمارا
آنکھوں کی اداسی ہمیں ورثے میں ملی ہے
جوبات بھی کرتے ھیں اتر جاتی ہے دل میں
تاثیر جدا سی مجھے ورثے میں ملی ہے
جو ہاتھ بھی تھاما ہے سدا ساتھ رہا ہے
احباب شناسی ہمیں ورثے میں ملی ہے
جان دینا روایت ہے قبیلے کی ہماری
Hum Dasht K Baasi Hein Ay Shehar K Logo
Yeh Rooh Piyasi, Hame Virsay Mein Mili Hai
Dukh Dard Se Sadyon Ka Ta'alluq Hai Hamara
Aankhon Ki Udasi Hame Virsay Mein Mili Hai
Jaan Daina Riwayat Hai Qabeelay Ki Hamari
Yeh Surkh Libaasi, Hame Virsay Mein Mili Hai
Jo Baat Bhi Kehtey Hein Utar Jaati Hai Dil Mein
Ta'aseer Juda Si Hame Virsay Mein Mili Hai
Jo Hath Bhi Thama Hai Sada Sath Raha Hai
Ehbaab Shanaasi, Hame Virsay Mein Mili Hai...
Please Do Click g+1 Button If You Liked The Post & Share It