Awais Poetry
 

Showing posts with label Noor Jehan. Show all posts
Showing posts with label Noor Jehan. Show all posts

Jangi Taranay Jhankaar جنگی ترانے


Pakistani Jangi Taranay Jhankaar
(پاکستانی یادگار جنگی ترانے (جھنکار کے ساتھ 




اے مردِ مجاہد جاگ ذرا، گلوکار : عنایت حسین بھٹی


اپنی جاں نذر کروں ، گلوکار : مہدی حسن


بھلا جی ہن دھر رگڑا، گلوکار : عنایت حسین بھٹی


دشمنو! تم نے اس قوم کو للکارا ہے ، گلوکار : تصور خانم و شاکت علی


جاگ اٹھا ہے سارا وطن ، گلوکاران : مسعود رانا، شوکت علی و نورجہاں بیگم


کرنیل نی جرنیل نی ، گلوکارہ : نوجہاں


جنگ کھیڈ نئیں ہوندی زنانیاں دی، گلوکاران : تاج ملتانی و نگہت سیما اور دیگر


میریا ڈھول سپاہیا ، گلوکارہ : نورجہاں 


میرا سوہنا شہر قصور نی ، گلوکارہ : نورجہاں


ایہہ پتر ہٹاں تے نئیں وکدے ، گلوکارہ : نورجہاں


اے وطن ہم ہیں تیری شمع کے پروانوں میں ، گلوکار: مسعود رانا و دیگر




Tribute to Rashid Minhas Shaheed-Aye Mere Kamsin Shaheed Tujh Pe Millat Ka Salam ( Lyrics )


 Tribute to Pilot Officer Rashid Minhas Shaheed (Nishan-e-Haider)
Only Patriotic Song Sung by Noor Jehan & Mehdi Hassan Duet

Jan de kar Tu ne Jeenay ka diya Sab ko Payam
Tujh pe Millat ka Salam
Aye Mere Kamsin Shaheed         
Aye Mere Kamsin Shaheed
Har Nazar mai Shakal Teri 
Har Zuba'n pe Tera Naam
Tujh pe Millat ka Salam
Aye Mere Kamsin Shaheed                      
Aye Mere Kamsin Shaheed
Tu tha Ik Shahee'n 
Nigahen Theen Teri Aflak par
Qaum ke Ghaddar ko 
Tu ne Giraya Khaak par
Ik Zara bhi Aanch Aanay na di Arz-e-Pak par
Bhool Sakta hai Watan Kese 
Kiya jo Tu ne Kaam
Tujh pe Millat ka Salam
Aye Mere Kamsin Shaheed
Aye Mere Kamsin Shaheed                  
Chand Ban kar Tu ne 
Har Ghar mai Ujala kar diya
Saari Duniya mai Watan ka 
Bol Bala kar diya
Tu ne Dushman ka Mun 
Aik pal mai Kala kar diya
Jur'aten Teri Kaneezen
Hoslay Tere Ghulam
Tujh pe Millat ka Salam
Aye Mere Kamsin Shaheed
Aye Mere Kamsin Shaheed
Tu ne Batlaya Watan Dushman ka Yeh bhi Rung hai
Tu ne Sikhlaya Amal karne ka Yeh bhi Dhung hai
Buzdili ki Zindagi Duniya mai Wajah-e-Nang hai
Ho Mubarak Jannat-e-Firdous mai Ooncha Maqam
Tujh pe Millat ka Salam
Aye Mere Kamsin Shaheed
Aye Mere Kamsin Shaheed


Singer                  : Mehdi Hassan & Noor Jehan
Poet                    : Qateel Shifaee
Music                 : Mehdi Hassan
Released            : Sept. 1971

Radio Pakistan Karachi

Aye Watan Aye Alam-e-Islam Ki Tabindagi Tujh Par Salam ( Rare Song of Melody Queen Noor Jehan )

Aye Watan Aye Alam-e-Islam ki Tabindagi
Tujh par Salam...............Tujh par Salam
Aye Watan Aye Alam-e-Islam ki Tabindagi
Tujh par Salam...............Tujh par Salam
Kul Jahan ki Teergi mai Aye Nazar ki Roshni
Tujh par Salam...............Tujh par Salam
Aye Watan Aye Alam-e-Islam ki Tabindagi
Tujh par Salam...............Tujh par Salam
Tu huwa Qaayem Khuda ki Bartari ke Naam par
Baazu-e-Haider(Rza) Jamal-e-Ahmedi(SaW) ke Naam par
Is Khizaan ke Daur mai Aye Lehlahati Zindagi
Tujh par Salam..............Tujh par Salam
Aye Watan Aye Alam-e-Islam ki Tabindagi
Tujh par Salam..............Tujh par Salam
Tu bhi hai Hijrat Kada Shehar-e-Madina ki Tarah
Hum ne bhi Apnayee hai Ik Rasm Aaba ki Tarah
Aye Jalal-e-Haq ke Mazhar Aye Nishan-e-Sarkhushi
Tujh par Salam.................Tujh par Salam
Aye Watan Aye Alam-e-Islam ki Tabindagi
Tujh par Salam...............Tujh par Salam
Kul Jahan ki Teergi mai Aye Nazar ki Roshni
Tujh par Salam...............Tujh par Salam
Aye Watan Aye Alam-e-Islam ki Tabindagi
Tujh par Salam...............Tujh par Salam

Singer             : Melody Queen Noor Jehan
Poet                 : Munir Niazi
Music              : Asrar Ahmed
Released          : 1969 ( First OIC held in Rabaat )
Re-Arrange    : Akhlaq Ahmed
Music              : Lal Muhammad Iqbal
Released        : 1978
Radio Pakistan Lahore


Aye Watan Aye Alam-e-Islam ki Tabindagi Tujh Par Salam-Rare Patriotic Song by Melody Queen Noor Jehan-MP3 Free Download-Click Here




Din 14 August Da Yaad Rakhna ( Milli Naghma-Lyrics & Download )


Din 14 August da Yaad Rakhna-Masood Rana,Noor Jehan,Khalid Waheed & Rajab Ali-MP3 Download-Click Here

Din 14 August da Yaad Rakhna
Quaid-e-Azam di Is Amanat Nu
Mere Doston Sada Abad Rakhna
Din 14 August da Yaad Rakhna
Quaid-e-Azam di Is Amanat Nu
Mere Doston Sada Abad Rakhna
Zinda Qauman di Aihaan Pehchan Yaaro!
Kabhi Bhulyaan nai Qurbaniyaan Nu
Saal Bad Azadi da Aaya nU
Taza Karliyan Yadaan Puraniyan Nu
Jehri Soch Allama Iqbal(Ra) di si
Quaid-e-Azam(Ra) ne o di ti Tabeer deti
Amn-e-Kamil Tanzeem Yaqeen-e-Muhkam
Teenan Lafzan ne Badal Taqdeer deti
Momin Azad Rahe Jahan andar
Saaf Dasda hai Rab Quran de Andar
Nara-e-Haidery maar ke Mominan ne
Pakistan Mangya Hindustan de Andar
Pakistan Pakistan Sadi Jind Jan
Pakistan Pakistan Sadi Jind Jan
O Din 14 August da Yaad Rakhna
Quaid-e-Azam di Is Amanat Nu
O Din 14 August da Yaad Rakhna
O Din 14 August da Yaad Rakhna
Rehbar Milya Sidq-e-Imaan wala
O Jehra Apni Aap Misal hoya
Qaum Sutti si Talla O Jaag Daasi
O Banda Rab da howi Kamal hoya
Aik Parcham Thallay Musalman Saray
Ik Huwe te Mushkil Aasan huwi
Naam karwa laasi Wakeel sada
Jeetay Azm toon Duniya Heran huwi
Jo Aagya karke Wafa ditta
Quaid-e-Azam(Ra) noon Sara Jahan Manya
Jinhoon Zid Deewanay As te sun
Zid Puri huwi Pakistan Banya
Pakistan Pakistan Sadi Jind Jan
Pakistan Pakistan Sadi Jind Jan
O Din 14 August da Yaad Rakhna
Quaid-e-Azam di Is Amanat Nu
O Din 14 August da Yaad Rakhna
O Din 14 August da Yaad Rakhna

Singer              : Noor Jehan, Masood Rana,Khalid Wahed & Rajab Ali

Din 14 August da Yaad Rakhna-Masood Rana,Noor Jehan,Khalid Waheed & Rajab Ali-MP3 Download-Click Here



Aye Sherdil Jawano! Hum Sath Hain Tumhare ( Jangi Tarana-Lyrics )

Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!
Khud Daar Sarfaroshon
Janbaz Naam Daaron
Janbaz Naam Daaron
Gulshan ke Jan Nisaron
Chhaanay do Dushmano par
Tum Kat Rahay ho Pyaro!
Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!
Nara lagaao Aao 
Yeh Jang Jeetni hai
Yaaro! Qadam Barhao
Yeh Jang Jeetni hai
Yaaro! Qadam Barhao 
Yeh Jang Jeetni hai
Zalim ka Sar Jhukaao
Yeh Jang Jeetni hai
Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!
Ahad hai Yeh Sab hi ka
Yeh Jang Sab Laren ge
Hai Ahed har gali ka
Yeh Jang Sab Laren ge
Ho Naam Zindagi ka
Yeh Jang Sab Laren ge
Aye Sherdil Jawano!
Hum Sath hain Tumharay
Aye Ghar ke Pasbano!
Hum Sath hai Tumharay
Aye Sherdil Jawano!

Singer         : Melody Queen Noor Jehan
Poet            : Raees Amrohwi
Music         : Lal Muhammad
Released    : Dec.1971 ( During War )
Radio Pakistan Lahore