Awais Poetry
 

Showing posts with label Heather Schimid. Show all posts
Showing posts with label Heather Schimid. Show all posts

New & Latest Patriotic Songs ( 2014 - 2015 )


Happy Pakistan Creation Day
Pakistan Zindabad
Download**New & Latest Pakistani Patriotic Song*
  ( 2014 - 2015 )



Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam by Ali Akhter
Lyrics

Millat ka Pasban hai Muhammad Ali Jinnah by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Difa karen ge Hum by Shiraz Aqeel
Lyrics

Udaasiyan hain Dil mai Kion by Azal Band- ISPR Released ( Newset )

Pakistan se Rishta by Rahat Fateh Ali Khan ( Newset 2015 )
Lyrics

Jeevay Balochistan Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest 2015 )
Lyrics

Khuda Rakhay - Pak Army Song by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest 2015 )

Ishq Watan se Karte hain by Faakhir Mehmood,Sahir Ali Bagga & Humaira Arshad ( Newest)
Lyrics

Chand Sitara by Junaid Jamshed & Salman Ahmed - Music : Shoaib Mansoor ( New & Latest )

Jeevay Jeevay Pakistan by Sara Raza Khan ( Latest ) 
Lyrics

Charagh Jalte rahen by Saima Khalid & Mohammad Umer

Pakistan ke Saare Shehro Zinda Raho Paainda Raho by Various Artists - PTV
Lyrics

Hara Rung by Rahat Fateh Ali Khan

Ya Rab Dil-e-Muslim ko by Fariha Parvez, Hina Nasrullah, Sarah Raza & Sahir Ali Bagga
Lyrics

Aye Watan Aasmaan by Sahir Ali Bagga

Apna Hai by Awais & Ahsan

Jaan Hatheli par by Ali Azmat

Baluchistan Pakistan by Shehzad Roy

Aye Nigar-e-Watan Tu Salamat Rahe by Abrar-ul-Haq
Lyrics

Jaan hai Pehchan hai - by Heather Schimid ( USA Singer )
Lyrics

Dil Dil Pakistan by Rizwan-ul-Haque ( Tribute to Vital Signs )

Yeh Tere Betay Jurat ke Nishan - ISPR

Bara Dushman bana Phirta hai - ISPR

Jeevay Jeevay Baluchistan Jeevay Jeevay Pakistan by Najam Sheraz

Tu hai Mera Pehla Pyar Pakistan by Zeek Afridi

Hara Rung by Pakistan Television Karachi
Lyrics

Shukria Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Yeh hai Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan & Sahir Ali Bagga

Khud Ban Pakistan by Sarah Raza Khan & Sahir Ali Bagga

Allah Shukar hai Ghar hai by Rahat Fateh Ali Khan

Azad Raho Abad Raho - 23rd March 2015 - ISPR

Yeh Banday Mitti ke Banday by Mustafa Zahid - Operation Zarb-e-Azb

Jeet hai Junoon by Desi Brits

Jeet hai Apna Junoon by Jawad Ahmed

Tum hi Pakistan ho by Jawad Ahmed
Lyrics

Tu haq ka Paristar hai Quaid-e-Zi Waqar by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Chhakka Maar Jeet le by Sarah Raza, Arif Lohar, Malkoo & Others

Watan ki Mitti Gawah Rehna by Sarah Raza Khan
Lyrics

Nara-e-Takbeer Allahu Akbar by Sahir Ali Bagga - Zarb-e-Azb Song

Mere Watan Yeh Aqeedaten Yeh Pyar Tujh pe by Sanwal EssaKhelvi
Lyrics

Sun Sakhiye Laal Mere ki Jawani by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Mere Dhol Sipahiya by Shehzad Roy & Aisha Umer
Lyrics

Aye Raah-e-Haq ke Shaheedo by Mir Zohair Ali Gardezi
Lyrics

Aye Watan ke Sajeelay Jawano by Mir Zohair Ali Gardezi
Lyrics

Tu Khas hai by Atif Aslam
Lyrics

Sun Sakhiye Laal Mere ki Jawani by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Pakistan by Naseer & Shahab

Dil Dil Pakistan ( Cover ) by Jarrar Mailk

Meri Jan Pakistan by Tehseen Wajahat

Aye Rah-e-haq ke Shaheedo by Hina Nasrullah

Sherdil Shaheen by Rahat Fateh Ali Khan

Rang Laye ga Shaheedon ka Lahoo by Saima Jehan

Tum Arz-e-Pak ke Betay ho by Sibt-e-Haider

Watan ki Beti by RockLite Maria Fatima

Yeh Mitti Apne Watan ki hai by Shafqat Amanat Ali Khan

Qasam us Waqt ki by Duniya TV

Jaag by Various Artists

Jaag Utha hai Sara Watan by Ali Abbas

Diya Jalaye Rakhna hai by Fariha Parvez




Jan Hai Pehachan Pehchan Pakistan Hai-Pak Patriotic Song by American Singer ( Lyrics & Download )


Han Han Hum Sindhi hain
Han Han Hum Baluchi hain
Han Han Hum Pukhtoon hain
Han Han Hum Muhajir hain
Han Han Hum Punjabi hain
Par Pehle Pakistani hain
Pakistani hain..........Pakistani hain
Jan hai Pehchan hai Iman Pakistan hai
Jan hai aur Allah ka Ahsaan Pakistan hai
Galiyaan Pakistan hain
Kia Bataayen Lal Qalander ka Sani aur Mansab
Sachhal ne Parwaan Charhayee Chahat ki Daulat
Quaid ka Yeh Sindh hai aur Yahan Un ki Turbat
Maayee Bhaagi ka sahadaan Pakistan hai
Jan hai Pehchan hai Iman Pakistan hai
Jan hai aur Allah ka Ahsaan Pakistan hai
Galiyaan Pakistan hain
Khaliyaan Pakistani hain
Makrani bhi Hum hain aur Hum hain Kohistani
Baluchi kehlatay hain par Hum hain Pakistani
Chand Sitaray ka Parcham Bus Apni Aik Nishani
Pakistan mai Rehne Walon ka Armaan Pakistan hai
Jan hai Pehchan hai Iman Pakistan hai
Jan hai aur Allah ka Ahsaan Pakistan hai
Galiyaan Pakistan hain
Khaliyaan Pakistani hain
Data ki Nagri bhi aur Iqbal ki bhi Kehlati
Bullhay Shah ke geeton se hai Pyar ki Khushbu Aati
Kheton Daryaon ki Dharti  Sab ke Man ko Bhaati
Yahan ke Jiyalon par Maula ko Maan Pakistan hai
Jan hai Pehchan hai Iman Pakistan hai
Jan hai aur Allah ka Ahsaan Pakistan hai
Galiyaan Pakistan hain
Khaliyaan Pakistani hain
Watan ki Khaatir Jeetay hain aur Watan pe Marnay Walay
In ki Baat Nirali hai Yeh Sarhad ke Rakhwalay
Khyber ki Chataanon pe Azaanen Dene Walay
Dushman Aankh Uthaye to Tufaan Pakistan hai
Jan hai Pehchan hai Iman Pakistan hai
Jan hai aur Allah ka Ahsaan Pakistan hai
Galiyaan Pakistan hain
Khaliyaan Pakistani hain
Chaaron Soobay Aik hai Yeh Tum Duniya ko Batlado
Aik hai Quaid Aik hai Parcham Yeh Sab ko Samjha do
Jo bhi Kaam Tumhe Aata hai Doosray ko Sikhla do
Upar Allah Neechay Nigehbaan Pakistan hai
Jan hai Pehchan hai Iman Pakistan hai
Jan hai aur Allah ka Ahsaan Pakistan hai
Jan hai Pehchan hai Iman Pakistan hai
Jan hai aur Allah ka Ahsaan Pakistan hai
Galiyaan Pakistan hain
Khaliyaan Pakistani hain


Singer          : Heather Schimid
Poet             : Anwer Maqsood
Composed   : Arshad Mehmood & Boston Symphony 
Released     : August 2013

An American Singer 1st Time Sung Pakistani Patriotic Song.


Jan Hai Pehchan Hai Iman Pakistan Hai by Heather Schimid-MP3 Free Download-Click Here

Jan Hai Pehchan Hai Iman Pakistan Hai by Heather Schimid ( Video ) Free Download Click Here