Awais Poetry
 

Showing posts with label ISPR. Show all posts
Showing posts with label ISPR. Show all posts

Azb ki Zarb by Arif Ansari & Wahab Khan -Poet Absar Ahmed ( 1st Patriotic Song Where Mentioned the Name of Gen.Raheel Shareef )


( 1st Patriotic Song Where Mentioned the Name of Gen.Raheel Shareef )

Hum Tere Mujahid Shah-e-Arab(SawW)
Tere Naam Hi se hai, Yeh Apna Sabab
Yeh Azb ki hai Zarb , Dushman pe Ghazab
Tere Naam hi se hai Yeh Apna Sabab
Moun Mor Diya Kohsaaron ka
Rakha hai Bharam Chanaaron ka
In Azmat ke Minaaron ka
In Masjid aur Darbaaron ka
Aye Pak Watan Tera Dil mai Adab 
Yeh Azb ki hai Zarb , Dushman pe Ghazab
Islam ka Parcham Hath Apne
Hai Tegh-e-Nabi(SawW) bhi Sath Apne
Raheel sa Apna Rehbar hai
Yeh Arz-e-Muqaddas Mehwar hai
Aye Adu-e-Watan Bach na Paye ga Ab
Yeh Azb ki hai Zarb , Dushman pe Ghazab
Yeh Pak Watan Azad Rahe
Tera Nagar Nagar Abad rahe
Tera har Dushman Barbaad Rahe
Tera Har Farzand Faulad rahe
Tujh par Qaayen Rahe Rehmat-e-Rab
Yeh Azb ki hai Zarb , Dushman pe Ghazab
Aye Ahl-e-Watan Na hona Udaas
Hum Barhtay rahen liye Haathon mai Raas
Is Zarb se hua hai Dushman Faash
Hum Amn ke Safeer Hamen Amn ki Talaash
Is Amn ke liye Apni Chhab Dhub
Yeh Azb ki hai Zarb , Dushman pe Ghazab
Hum Tere Mujahid Shah-e-Arab(SawW)
Tere Naam Hi se hai, Yeh Apna Sabab
Yeh Azb ki hai Zarb , Dushman pe Ghazab
Tere Naam hi se hai Yeh Apna Sabab
Yeh Azb ki hai Zarb , Dushman pe Ghazab


Singers : Arif Ansari , Wahab Khan , Mazhar Tufail & Fateh Ali Khan
Poet : Absar Ahmed
Music : Ghulam Abbas
Recording Engineers : Mushtaq Ahmed, Safdar Abbas
Producer : Atiya Amir
Executive Producer : Bushra Noor Khwaja
Central Production Unit Radio Pakistan Karachi.


Mujhe Dushman Ke Bacchon Ko Parhana Hai ( New ISPR Song by Lt.Col.Imran Raza )




Qalam ki Jo Jaga thi Woh Waheen hai
Par Uska Naam Tak Baqi Nahi hai
Qalam ki Nok pe Nukta hai Koi
Jo Such hai Woh Bhala Rukta hai Koi
Woh jis Bachpan ne Thora aur Jeena tha
Woh Jis ne Maa'n Tumhara Khwab Chheena tha
Mujhe Maa'n Us se Badla lene jana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai
Woh kis ko Soch ke Soti nahi Maa'n
Kitaaben Dekh kar Roti rahi Maa'n
Woh kis ki Wapsi ki Raah Taktay
Woh Darwaza Baba Khula kion Rakhte
Woh Jo Saari hi Nazron se Gira tha
Na tha Insa'n na Jiska Khuda tha
Mujhe Maa'n Us se Badla lene jana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai
Jo Dar ke Samnay Hansta gya hai
Jo Apna Chhor ke Basta gya hai
Ke Ik aisi Kahani Likh gaya Woh
Kitaabon mai Nishani Rakh gaya Woh
Woh Maa'n ko Choomnay wala Lahoo tha
Woh Jis ne Khwaab ko bhi Khoo'n kiya tha
Mujhe Maa'n Us se Badla lene jana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai
Mujhe Dushman ke Bachon ko Parhana hai


ISPR Presents
Lyrics    : Lt.Col.Imran Raza
Released : 14 Dec 2015
First Anniversary of Tragedy of Peshawar 









New & Latest Patriotic Songs ( 2014 - 2015 )


Happy Pakistan Creation Day
Pakistan Zindabad
Download**New & Latest Pakistani Patriotic Song*
  ( 2014 - 2015 )



Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam by Ali Akhter
Lyrics

Millat ka Pasban hai Muhammad Ali Jinnah by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Difa karen ge Hum by Shiraz Aqeel
Lyrics

Udaasiyan hain Dil mai Kion by Azal Band- ISPR Released ( Newset )

Pakistan se Rishta by Rahat Fateh Ali Khan ( Newset 2015 )
Lyrics

Jeevay Balochistan Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest 2015 )
Lyrics

Khuda Rakhay - Pak Army Song by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest 2015 )

Ishq Watan se Karte hain by Faakhir Mehmood,Sahir Ali Bagga & Humaira Arshad ( Newest)
Lyrics

Chand Sitara by Junaid Jamshed & Salman Ahmed - Music : Shoaib Mansoor ( New & Latest )

Jeevay Jeevay Pakistan by Sara Raza Khan ( Latest ) 
Lyrics

Charagh Jalte rahen by Saima Khalid & Mohammad Umer

Pakistan ke Saare Shehro Zinda Raho Paainda Raho by Various Artists - PTV
Lyrics

Hara Rung by Rahat Fateh Ali Khan

Ya Rab Dil-e-Muslim ko by Fariha Parvez, Hina Nasrullah, Sarah Raza & Sahir Ali Bagga
Lyrics

Aye Watan Aasmaan by Sahir Ali Bagga

Apna Hai by Awais & Ahsan

Jaan Hatheli par by Ali Azmat

Baluchistan Pakistan by Shehzad Roy

Aye Nigar-e-Watan Tu Salamat Rahe by Abrar-ul-Haq
Lyrics

Jaan hai Pehchan hai - by Heather Schimid ( USA Singer )
Lyrics

Dil Dil Pakistan by Rizwan-ul-Haque ( Tribute to Vital Signs )

Yeh Tere Betay Jurat ke Nishan - ISPR

Bara Dushman bana Phirta hai - ISPR

Jeevay Jeevay Baluchistan Jeevay Jeevay Pakistan by Najam Sheraz

Tu hai Mera Pehla Pyar Pakistan by Zeek Afridi

Hara Rung by Pakistan Television Karachi
Lyrics

Shukria Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Yeh hai Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan & Sahir Ali Bagga

Khud Ban Pakistan by Sarah Raza Khan & Sahir Ali Bagga

Allah Shukar hai Ghar hai by Rahat Fateh Ali Khan

Azad Raho Abad Raho - 23rd March 2015 - ISPR

Yeh Banday Mitti ke Banday by Mustafa Zahid - Operation Zarb-e-Azb

Jeet hai Junoon by Desi Brits

Jeet hai Apna Junoon by Jawad Ahmed

Tum hi Pakistan ho by Jawad Ahmed
Lyrics

Tu haq ka Paristar hai Quaid-e-Zi Waqar by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Chhakka Maar Jeet le by Sarah Raza, Arif Lohar, Malkoo & Others

Watan ki Mitti Gawah Rehna by Sarah Raza Khan
Lyrics

Nara-e-Takbeer Allahu Akbar by Sahir Ali Bagga - Zarb-e-Azb Song

Mere Watan Yeh Aqeedaten Yeh Pyar Tujh pe by Sanwal EssaKhelvi
Lyrics

Sun Sakhiye Laal Mere ki Jawani by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Mere Dhol Sipahiya by Shehzad Roy & Aisha Umer
Lyrics

Aye Raah-e-Haq ke Shaheedo by Mir Zohair Ali Gardezi
Lyrics

Aye Watan ke Sajeelay Jawano by Mir Zohair Ali Gardezi
Lyrics

Tu Khas hai by Atif Aslam
Lyrics

Sun Sakhiye Laal Mere ki Jawani by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Pakistan by Naseer & Shahab

Dil Dil Pakistan ( Cover ) by Jarrar Mailk

Meri Jan Pakistan by Tehseen Wajahat

Aye Rah-e-haq ke Shaheedo by Hina Nasrullah

Sherdil Shaheen by Rahat Fateh Ali Khan

Rang Laye ga Shaheedon ka Lahoo by Saima Jehan

Tum Arz-e-Pak ke Betay ho by Sibt-e-Haider

Watan ki Beti by RockLite Maria Fatima

Yeh Mitti Apne Watan ki hai by Shafqat Amanat Ali Khan

Qasam us Waqt ki by Duniya TV

Jaag by Various Artists

Jaag Utha hai Sara Watan by Ali Abbas

Diya Jalaye Rakhna hai by Fariha Parvez




Bara Dushman Bana Phirta hai ( Album )



Pakistani New Patriotic Songs Collection 2015
بڑا دشمن بنا پھرتا ہے جو بچوّں سے لڑتا ہے