Awais Poetry
 

Showing posts with label Rahat Fateh Ali Khan. Show all posts
Showing posts with label Rahat Fateh Ali Khan. Show all posts

Jeevay Baluchistan Jeevay Pakistan ( Latest Patriotic Song 2015 - Lyrics & Download )


Jeevay Baluchistan
Jeevay  Pakistan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Is Soobay ki Aan aur Shaan
Baloch, Brahvi aur Pathan
Sab Punjabi aur Hazaara 
Yeh bhi hain Is ki Pehchan
Sab Aqwaam hain Is ki Jaan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Haathon ki Zanjeer bani hai
Dekho kia Tasveer bani hai
Youn hi nahi hain Amn ki Baateh
Mehnat se Taaqdeer bani hai
Hum par hai Rub ka Ahsaan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Daur Khushi ka Laut Aaya hai
Geet Sab hi ne Yeh Gaaya hai
Nafrat ki Deewar Gira kar
Amn ka Parcham Lehraya hai
Is Mitti par Jaan Qurban
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Sab ko Galay se Lagaya Hum ne
Mehnat ka Phal Paaya Hum ne
Aankhon mai Umeed Jagayee
Dil mai Deep Jalaya Hum ne
Hum Sab ka hai Yeh Imaan
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................
Jeevay Jeevay Jeevay Baluchistan
Jeevay Jeevay Jeevay Pakistan
Jeevay ..................................


Singer          : Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics          : Maj.Imran Raza
Music           : Sahir Ali Bagga
Released      : 14th Aug 2015
ISPR Presentations

Jeevay Balochistan Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest Patriotic Song - MP3 Free Download - Click Here

Jeevay Jeevay Balochistan Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan - Video Download - Click Here



New & Latest Patriotic Songs ( 2014 - 2015 )


Happy Pakistan Creation Day
Pakistan Zindabad
Download**New & Latest Pakistani Patriotic Song*
  ( 2014 - 2015 )



Arz-e-Pakistan Tere Jan Nisaron ko Salam by Ali Akhter
Lyrics

Millat ka Pasban hai Muhammad Ali Jinnah by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Difa karen ge Hum by Shiraz Aqeel
Lyrics

Udaasiyan hain Dil mai Kion by Azal Band- ISPR Released ( Newset )

Pakistan se Rishta by Rahat Fateh Ali Khan ( Newset 2015 )
Lyrics

Jeevay Balochistan Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest 2015 )
Lyrics

Khuda Rakhay - Pak Army Song by Rahat Fateh Ali Khan ( Newest 2015 )

Ishq Watan se Karte hain by Faakhir Mehmood,Sahir Ali Bagga & Humaira Arshad ( Newest)
Lyrics

Chand Sitara by Junaid Jamshed & Salman Ahmed - Music : Shoaib Mansoor ( New & Latest )

Jeevay Jeevay Pakistan by Sara Raza Khan ( Latest ) 
Lyrics

Charagh Jalte rahen by Saima Khalid & Mohammad Umer

Pakistan ke Saare Shehro Zinda Raho Paainda Raho by Various Artists - PTV
Lyrics

Hara Rung by Rahat Fateh Ali Khan

Ya Rab Dil-e-Muslim ko by Fariha Parvez, Hina Nasrullah, Sarah Raza & Sahir Ali Bagga
Lyrics

Aye Watan Aasmaan by Sahir Ali Bagga

Apna Hai by Awais & Ahsan

Jaan Hatheli par by Ali Azmat

Baluchistan Pakistan by Shehzad Roy

Aye Nigar-e-Watan Tu Salamat Rahe by Abrar-ul-Haq
Lyrics

Jaan hai Pehchan hai - by Heather Schimid ( USA Singer )
Lyrics

Dil Dil Pakistan by Rizwan-ul-Haque ( Tribute to Vital Signs )

Yeh Tere Betay Jurat ke Nishan - ISPR

Bara Dushman bana Phirta hai - ISPR

Jeevay Jeevay Baluchistan Jeevay Jeevay Pakistan by Najam Sheraz

Tu hai Mera Pehla Pyar Pakistan by Zeek Afridi

Hara Rung by Pakistan Television Karachi
Lyrics

Shukria Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Yeh hai Pakistan by Rahat Fateh Ali Khan & Sahir Ali Bagga

Khud Ban Pakistan by Sarah Raza Khan & Sahir Ali Bagga

Allah Shukar hai Ghar hai by Rahat Fateh Ali Khan

Azad Raho Abad Raho - 23rd March 2015 - ISPR

Yeh Banday Mitti ke Banday by Mustafa Zahid - Operation Zarb-e-Azb

Jeet hai Junoon by Desi Brits

Jeet hai Apna Junoon by Jawad Ahmed

Tum hi Pakistan ho by Jawad Ahmed
Lyrics

Tu haq ka Paristar hai Quaid-e-Zi Waqar by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Chhakka Maar Jeet le by Sarah Raza, Arif Lohar, Malkoo & Others

Watan ki Mitti Gawah Rehna by Sarah Raza Khan
Lyrics

Nara-e-Takbeer Allahu Akbar by Sahir Ali Bagga - Zarb-e-Azb Song

Mere Watan Yeh Aqeedaten Yeh Pyar Tujh pe by Sanwal EssaKhelvi
Lyrics

Sun Sakhiye Laal Mere ki Jawani by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Mere Dhol Sipahiya by Shehzad Roy & Aisha Umer
Lyrics

Aye Raah-e-Haq ke Shaheedo by Mir Zohair Ali Gardezi
Lyrics

Aye Watan ke Sajeelay Jawano by Mir Zohair Ali Gardezi
Lyrics

Tu Khas hai by Atif Aslam
Lyrics

Sun Sakhiye Laal Mere ki Jawani by Rahat Fateh Ali Khan
Lyrics

Pakistan by Naseer & Shahab

Dil Dil Pakistan ( Cover ) by Jarrar Mailk

Meri Jan Pakistan by Tehseen Wajahat

Aye Rah-e-haq ke Shaheedo by Hina Nasrullah

Sherdil Shaheen by Rahat Fateh Ali Khan

Rang Laye ga Shaheedon ka Lahoo by Saima Jehan

Tum Arz-e-Pak ke Betay ho by Sibt-e-Haider

Watan ki Beti by RockLite Maria Fatima

Yeh Mitti Apne Watan ki hai by Shafqat Amanat Ali Khan

Qasam us Waqt ki by Duniya TV

Jaag by Various Artists

Jaag Utha hai Sara Watan by Ali Abbas

Diya Jalaye Rakhna hai by Fariha Parvez




Sun Sakhiye....Laal Mere Ki Jawani-Yaum-e-Shuhada-Rahat Fateh Ali Khan ( Lyrics & Download )


Maan ke Pair hain ya Jannat ke Darwaya
In ke Paaon ko Chhoona Arsh ke Pair ko Chhoona hai
Sun Sakhiye........
Sun is Maan ki Kahani
Laal Mere ki Jawani
Rab ne Apne Paas Bulaya
Rab ke hukm pe Sar ko Jhukaya
Sun Sakhiye.......
Jan Jigar Dil Jani
Laal Mere ki Jawani
Jab us ki tasveer Uthaaon
Bus Us ko Mai Dekhti jaaon
Uski Hansti Ankhon mai Ankhen
Daal ke Mai Roti Jaaon
Sun Sakhiye...............
In Ankhon ka Paani
Neend ko Dhokay se Main Bulaaon
Khwabon mai Mai Uske So jaaon
Ankh Khule aur paas Nahi Woh
Khaali ghar ko Dekhti jaaon
Sun Sakhiye
Baat Nayee ke Purani
Sun Sakhiye........
Sun is Maan ki Kahani
Sun Sakhiye........
Laal Mere ki Jawani


Singer            : Rahat Fateh Ali Khan
Released        : 30th April 2014 (Yaum-e-Shuhada Pak Army )


Sun Sakhiye......Laal Mere ki Jawani New patriotic Song of Rahat Fateh Ali Khan 2014-MP3 Free Download-Click Here

Listen Here


  Sun Sakhiye....Laal Mere ki jawani-Patriotic Song by Rahat Fateh Ali Khan-MP3 Click Here


Related Post
Pak Patriotic Library Presents Complete Album of Patriotic Songs by Rahat Fateh Ali Khan-Click Here

Tum Se Apna Yeh Wada Hai Mere Watan ( Rahat Fateh Ali Khan's Patriotic Song-Lyric & Download )

Tum se Apna Yeh Wada hai Mere Watan
Tujh se Tere Andheray Mitaayen ge Hum
Tum se Apna Yeh Wada hai Mere Watan
Tujh se Tere Andheray Mitaayen ge Hum
Pak Khoon-e-Shaheedan ki Hum ko Qasam
Pak khoon-e-Shaheedan ki Hum ko Qasam
Phool Har Soo Amn ke Khilaayen ge Hum
Hum Jhukay Na Kabhi Zulm ke Saamnay
Hum hai Koh-e-Giraan Apna Maazi Gawah
Na kisi Haal mai Apna badla Chalna
Koh Hum pe hui Zulm ki Inteha
Apna Maazi Gawah
Phir huwa Shor Mulk Apna Khatray mai hai
Mulk Khatray mai to Bachaayen ge Hum
Tum se Apna Yeh Wada hai Mere Watan
Tujh se Tere Andheray Mitaayen ge Hum
Quaid-e-Azam ki Zer-e-Qayadat Chala
Na rukay ga Kabhi Apna Yeh Qafla
Aanch Anay Na den ge kabhi Tujh pe Hum
Jan Der kar bhi Len ge Tujhe Hum Bacha
Hai Yeh Sab ko Pata....................................
Teri Is Aan ki Teri Muskaan ki
Teri Is Aan ki Teri Muskaan ki
Jo bhi hogi Woh Qeemat Chukaayen ge Hum
Tum se Apna Yeh Wada hai Mere Watan
Tujh se Tere Andheray Mitaayen ge Hum
Apna Jo kuch bhi hai tujh se Mila
Har Khushi Zindagi ki hai Tujh se Ata
Tu Rahay Shad Abad Mere Watan
Sarbuland Tere Parcham ko Rakhay Khuda
Yeh hai Apni Dua
Apna Tan Man Yeh Dhun hai Amanat Teri
Waqt Aya to Tujh pe Lutaayen ge Hum

Tum se Apna Yeh Wada hai Mere Watan
Tujh se Tere Andheray Mitaayen ge Hum
Kaam Karne hain Hum ko Buhat hain Abhi
Hum ko Maloom hai Hum ko Ahsaas hai
Hum hai Bedaar,Azm-e-Nau pe Yaqee'n
Dil mai Apne Watan Basi Yeh Aas hai
Hum ko Ahsaas hai
Zarra Zarra Tera Dil se ho Zu-Fishaa'n
Aisa Khursheed bhi Dhoond Laayen ge Hum
Tum se Apna Yeh Wada hai Mere Watan
Tujh se Tere Andheray Mitaayen ge Hum


Singer              : Rahat Fateh Ali Khan

Music              : Rahat Fateh Ali Khan
Released         : 2013

Tum Se Apna Yeh Wada hai Mere Watan by Rahat Fateh Ali Khan-MP3 Download-Click Here

More Patriotic Songs of Rahat Fateh Ali Khan-1st Dedicated Album of Patriotic Songs by Rahat Fateh Ali Khan-Click Here